LyricsVin

Latest Songs Lyrics and Videos

Bollywood SongsTrending

Aisa Main Shaitaan Lyrics – Raftaar

Aisa Main Shaitaan Lyrics is the latest song released by Raftaar (From ‘Shaitaan’).

Songs Credit :

Song – Aisa Main Shaitaan Lyrics

Artist – Raftaar (From ‘Shaitaan’)

 

Aisa Main Shaitaan Lyrics

 

jaadu hai jubaan bas mein karlu jaan
toh kaampe aatma aisa main shaitaan
tantar na mantar na koi antar
mujhse hai balwaan aisa main shaitaan

kaali raaton ka kala saya hu
kaal mere bas mein kaali maya hu
meri ichha se dunia chalti hai
mere bas mein kathputli ki jaan
aisa main shaitaan
aisa main shaitaan
aisa aisa aisa aisa aisa aisa

mere jaisa koi kabhi na hua hai
meri shaktiyon mein pareton ki dua
na hi main mita tha na hi na hi main mitunga
mera toh mukaddar dekho maine hi likha

main shikari sab pe bhaari
chedoge jo tum jaagega haiwaan
sabke andar hi soya hai shaitaan
kabze mein shaitaan na kar paya insaan
isliye insaan fir banta shaitaan

kaali raaton ka kala saya hu
kaal mere bas mein kaali maya hu
tum khilone ho tumse khelunga
khel khel mein pahuncha du shamshaan
aisa main shaitaan
aisa main shaitaan
aisa aisa aisa aisa aisa aisa

aisa main shaitaan
aisa main shaitaan
aisa aisa aisa aisa aisa aisa

 

 

Aisa Main Shaitaan Lyrics  Raftaar

For the Latest songs lyrics of Punjabi songsHindi Songs and English stay connected with LyricsVin

 

Share and Enjoy !

Shares

Lyricsvin

LyricsVin.com is a huge collection of song lyrics, featured video of bollywood songs, Hindi Songs, Punjabi songs, English Songs.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x