LyricsVin

Latest Songs Lyrics and Videos

Bollywood SongsTrending

Kahaniyaan Lyrics – Zyra Nargolwala

Kahaniyaan Lyrics is the latest song released by Zyra Nargolwala.

Songs Credit :

Song – Kahaniyaan Lyrics

Artist – Zyra Nargolwala

 

Kahaniyaan lyrics –  zyra nargolwala

 

kahaniyaan teri meri pyaar ki
kuch likh di hain aur kuch reh gyi hain bahar ki
zindagi ki dhoop mein ik shaanv bann jaye hum

 

kyun na do pal ko bas tere ho jayein hum
dunia ki bheed se kahin door nikal jaye hum
teri manzilon ka raasta bann jaye hum

kyun na hawayon ki baahon mein so jaye hum
inn raaton mein taaron ke shehar mein kho jaye hum
kyun na hawayon ki baahon mein so jaye hum
inn raaton mein taaron ke shehar mein kho jaye hum

naya safar aur hathon mein bas tera haath ho, abb mere
koi kami bhi na lage bas tu jo saath ho, abb mere
karle sabhi baatein jo baaki kahin ho na jaye raat khatam

zindagi ki dhoop mein ik shaanv bann jaye hum
kyun na do pal ko bas tere ho jayein hum
dunia ki bheed se kahin door nikal jaye hum
teri manzilon ka raasta bann jaye hum

kyun na hawayon ki baahon mein so jaye hum
inn raaton mein taaron ke shehar mein kho jaye hum
kyun na hawayon ki baahon mein so jaye hum
inn raaton mein taaron ke shehar mein kho jaye hum.

 

 

kahaniyaan lyrics  zyra nargolwala

For the Latest songs lyrics of Punjabi songsHindi Songs and English stay connected with LyricsVin

 

Share and Enjoy !

Shares

Lyricsvin

LyricsVin.com is a huge collection of song lyrics, featured video of bollywood songs, Hindi Songs, Punjabi songs, English Songs.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x